Include this script into your page along with the iframe for a responsive media embed
Aaj ki video mein Ruhan aur Shehzadi mil kar ghar mein 5 bohat hi mazedaar dishes banate hain. ❤️ Sab se pehle Ruhan gaon ke bazaar se chicken aur zaroori samaan lekar aata hai, jabke Shehzadi apne garden se taazi sabziyan tod kar lati hai. Phir dono mil kar apni traditional village kitchen mein banate hain: Cheese Samosa ? Loaded Fries ? Malai Boti Pizza ? Garlic Rolls ? Crispy Chicken Nuggets ? Aakhir mein dono dastarkhwan par baith kar apne banaye hue lazeez khanon ka maza lete hain. Aapko in paanch dishes mein se sab se zyada kaunsi pasand aayi? Comment mein zaroor batayein! Video pasand aaye to Like, Share aur Do Dil Ek Aangan ko Subscribe zaroor karein. ❤️ #DoDilEkAangan #CheeseSamosa #LoadedFries #MalaiBotiPizza #GarlicRolls #ChickenNuggets #VillageCooking #PakistaniVillageLife #VillageFood #DesiCooking #PakistaniFood #FoodVlog #CookingVlog #HomemadeFood